आरंभ
×

Mera nam Deepak kaushik h.
main b.tech student hun. Mere pita ji kisan h.
Sh. RAJIV DIXIT ji se bhot sikhne ko mila. Unke vyakhyan ko dhyan se sunne k bad lga jb 70 hjar kisan bhookh se mr rhe.
To dil dhl gya. Kisan ki durdsa se main achi trh vakif hun , main usi mahol main jiya hun. Pr itne jyada kisna mrte h hr sal!!
Bhot rona aaya.
Jb unka siksha k upr vyakhyan suna to smjh me aaya ,k sb log angrej kyun bnna chahte h.
Kyun apni snskriti bhula di.
" hm pschimi sbhyta k gulam h....
Tbhi to hmari bhu betiyon ka jina hram h..."

Main poem likhna chahta hun.
State levl poem cmptn me maine 2 nd prize liya h.
Jo dikhta h vhi likhta hun,
Apni kvitaon se desh ki dsa btana chahta hun.
mere vichar se agr aj ka yuva filmon or gano se pschimi sbhyta sikh skta h to unhi se vo Bharat k snskar bhi sikh skta h . Bs shi disa ki jrurt hun.
Main hr smbhv pryas krunga or SH. RAJIV DIXIT JI k sapno ko pura krunga....
JAI HIND
JAI BHARAT

 टिप्पणियाँ 1
 बढ़िया 0
 लहरायें 0
 पसंदीदा 0




प्रयोग करें (Login)
~परिचर्चा से जुड़ें
@मित्र आमंत्रित करें

Get it on Google Play