आरंभ
×

Dear Sir,

Mujhe kamar darad bahut jiyada rehta hai mein thik se beth bhi nahi pata hu mera darad kamar ke jariye tago tak jane lag geya hai bahut mushkil hoti hai aur back bone bhi jab mein jhukta hu bahut pain karti hai. bahut upchar karne ke badh bhi mera kamar darad aur back bone ka darad khatam nahi ho raha. mujhe aap ke bare mein pata chala hai aur mein app se contact kar raha hu kirpeya muje sahi illaj bataye . thaneyabad

Lakhbir Singh
9803556775

 टिप्पणियाँ 2
 बढ़िया 0
 लहरायें 0
 पसंदीदा 0




प्रयोग करें (Login)
~परिचर्चा से जुड़ें
@मित्र आमंत्रित करें

Get it on Google Play