आरंभ
×

Namaskar
m ek software developer ho or m rajiv dixit ji ke vicharo se bhut parbhavit rha hu, unke dvara dikhaya gya rasta hr ek hindustani ke jivan me ek nai umang bhar deta he. M chahta hu ki m apni seva unke liye du agar shi lge to m website ke maintenance ya eski improvements ke liye kam krna chahta hu,aise desh bhagat ke vicharo ko bdana mera khusnasib hoga.
Dhanayvad
Navin Tanwar

 टिप्पणियाँ 1
 बढ़िया 0
 लहरायें 0
 पसंदीदा 0




प्रयोग करें (Login)
~परिचर्चा से जुड़ें
@मित्र आमंत्रित करें

Get it on Google Play