आरंभ
×

namashkar…

mere maa ki umer 56yr ki hai …unhe pet me dard raheta hai, pishab khool kar nahi hota, aur sone ko gaye to khana uper chadhata hai.

1) khana khane ke bad khana uper chadhata hai, pet full jana, sabji khaya to fir so nahi sakti jaise hi sone ko hua 25-30mnt me hi khana uper chadhata hai, is liye bar bar khade hona padta hai, is liye nid bhi puri nahi hoti,

2) pishab karne jate hai to ruk ruk kar aata hai, aur aisa lagta hai adhura hua hai, pishab khool kar nahi hota,
krupa karke ishka sachot ilag bataye..aapka bahut aabhar hoga ham par

pravin dhadhi
andhri – east,
mumbai-
09820696913

 टिप्पणियाँ 1
 बढ़िया 0
 लहरायें 0
 पसंदीदा 0




प्रयोग करें (Login)
~परिचर्चा से जुड़ें
@मित्र आमंत्रित करें

Get it on Google Play