meri mataji jinki umar 78 saal hai unhe pichhale 5 saal se khasi aur cough hai. abhi pichale 4-5 mahino se saas bhi phul rahi hai. bahot saari davai ki magar thik nahi ho rahi. kya aapke doctor pune me upalabdh hai ? alopathy aur ayurvedic dono davai li, magar aaram nahi mil raha.swami ramdeo babaji ki bhi davai li. krupaya margdarshan kijiye.